Piles ke 4 stages kya hain? Stage 1: andar hi rehta hai, kabhi bleeding ho sakti hai. Stage 2: ba…
Published
Piles ke 4 stages kya hain? Stage 1: andar hi rehta hai, kabhi bleeding ho sakti hai. Stage 2: bahar aata hai, khud andar chala jaata hai. Stage 3: haath se andar karna padta hai. Stage 4: hamesha bahar rehta hai. Bleeding, dard ya soojan ho to jaanch karwaiye. Timings: 10 AM-1 PM | 6 PM-9 PM. Home consultation by appointment.
